Pubg ban in india 2020 news | pubg ban in india news hindi | pubg ban in india 2020 date and time | pubg ban in india | chinees apps ban in india


pubg ban in india news hindi

pubg ban in india 2020 news

Bharat sarkar ne tisri baar phir kiya
digital strike
Is baar bharat sarkaar ne pubg ke saat kai chinees apps ban kiya hai Dosto agar aap bhi pubg khelte ho to aapko kitna bura lag raha hai ye mai samajh sakta hu par dost desh ki suraksha se badh kar kuch bhi nahi hai ye aap bhi jante hai,dosto hum aage apko ye batayenge ki pubg ko kyu,kab aur kiske kahne par ban kiya gaya,
to bane rahiye hamare saath-main hu apka techteacher mohd.shadab

pubg ko kyu ban kiya gaya

Sarkaar ki taraf se kaha gaya hai ki ye apps hamari country ki suraksha,ekta aur akhandta ko nuksaan pahuncha shakte the,sarkaar ki taraf se kaha gaya hai ki in apps ki taraf se collect kiye gaye data ko lekar kai tarah ke sawaal uth rahe the aur rashtriya suraksha ko dhyan me rakhte hue inhe ban kiya gaya hai,sarkaar ki taraf se kaha gaya hai ki in apps ke function aur user data collect kiye jaane ke pattern ki jaanch ki gayi aur jaruri inputs milne par inhe desh ki suraksha ke liye chintajanak maana gaya hai?ye apps data aur jaankari baahri desho se share kar ke apps users aur nation ki suraksha ko bhi nuksaan pahuncha sakte the,jiske chalte in par ban lagaya gaya hai.

kisne maang ki thi banned karne ki

Sawaalon ke ghere me aane ke baad in apps ko
indian cyber crime
ko ordination sensor aur
home ministry
ne bhi ban karne ki maang ki gyi thi

pubg ko kab ban kiya gaya|pubg ban in india 2020 date and time

in apps ke pattern ki janch karne ke baad in apps ko aur
pubg
ko ban aug 07,2020,05:02 pm ist. Kiya gaya.
my thaught
Dosto apne jaana ki ye apps hamare desh ko kis Tarah nuksaan pahuncha sakte the aur ye dicison Mujhe kafi thik laga kyuki jahan desh ki baat aati hai Waha par hum sab kabhi peeche nahi aate, apko ye Dicision kaisa laga comment me jarur bataye.
jay hind-salaam india
your querise solved
pubg ban in india 2020 news
pubg ban india news in hindi
pubg ban in india or not
pubg ban in india 2020 date and time
pubge ban in india hindi news
pubg mobile ban in india hindi news
chinees app ban in india

No comments:

Pubg ban in india 2020 news | pubg ban in india news hindi | pubg ban in india 2020 date and time | pubg ban in india | chinees apps ban in india

pubg ban in india news hindi pubg ban in india 2020 news Bharat sarkar ne tisri baar phir kiya digital strike Is baar bharat sark...

ads
Powered by Blogger.